《印度风情》MP3舞曲下载
舞曲简介:
《印度风情》广场舞yin du feng qing由山西舞动情缘广场舞shan xi wu dong qing yuan guang chang wu舞队热情演出。
广场舞舞曲歌词:
Aankhein Khuli - Lata Mangeshkar (拉塔)/Udit Narayan (那拉扬)/Ishaan/Shweta Pandit
Ek ladki thi deewani si
Ek ladke pe woh marti thi
Nazrein jhukake sharmake
Galiyon se guzarti thi
Chori chori chupke chupke
Chithhiyaan likha karti thi
Kuchh kehna tha shaayad usko
Jaane kisse darti thi
Jab milti thi mujhse
Mujhse poochha karti thi
Pyar kaise hota hai
Yeh pyar kaisa hote hai
Aur main yehi kehta tha
Aankhen khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh
Pyaar kaise hota hai
Hey aankhen khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Aankhen khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh
Pyaar kaise hota hai
Aankhen khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh
Pyaar kaise hota hai
Aaj hi yaaron kisi pe marke dekhenge hum
Pyaar hota hai yeh kaise karke dekhenge hum
Kisi ki yaadon mein khoye hue
Khwaabon ko humne sajaaliya
Kisi ki baahon mein soye hue apna usse banaaliya
Ae yaar pyaar mein koi
Ae yaar pyaar mein koi
Naa jaagta naa sota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh
Pyaar kaise hota hai
Kya hai yeh jadoo hai koi bas jo chal jaata hai
Todke pehre hazaaron dil nikal jaata hai
Door kahin aasmaanon par hote hai yeh saare faisle
Kaun jaane koi humsafar kab kaise kahan mile
Jo naam dil pe ho likha
Jo naam dil pe ho likha
Ikraar isi se hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh
Pyaar kaise hota hai
Aankhen khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Aankhen khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara yeh
Pyaar kaise hota hai